-
Recent Posts
- Where the Wild Things Are September 25, 2014
- URBAN JUNGLE – National Geographic WILD August 3, 2014
- Wild Assam – WILDLIFE PHOTOGRAPHY SAFARI with Sandesh Kadur January 30, 2014
- Spotlight on the Sahyadris – An interactive iPad App about the Western Ghats – a UNESCO World Heritage Site. August 19, 2013
- Nature’s Best Award – A Journey From the Wild to the Walls of the Smithsonian August 11, 2013
July 30, 2012, 4:04 pm
sir, AADAB Isme Koi shak nahi ki aap kamal ke writer hai aur nayab hai, isyilie aap se yeh kehna ki bahut accha likhte hai kuch aisa hoga jaise ki main gulab se kahun ki bahut acchi mahak dete ho.vaise main chota sa writer hoon jo ki in dino apna aashiyan a niv rakhne ki koshish kar raha hai.yeh dekhkar accha laga ki aapne jo Faiz ki shayari aur filmi geeto ke connection ko aam insaan se rubru karaya.vaise maine yeh bhi note kiya hai ki shayri se geet to banate hai par yanha to geeto se bhi geet ban rahe haijaise aapne suna hoga Popular song : JANE KYU LOG MOHABBAT KIYA KARTE HAI, DIL KE BADLE DARDE DIL LIYA KARTE HAI Phir Dil Chata Hi ka Jane Kyun log pyar karte hai. Jane kyu wo kisi pe marte hai Khair yeh sab chalta rahta hai, Vaise 1 baar kahna chahunga ki GUSTAKHI MAAF jo itna kuch comments main likha agar kuch galti ho to maaf kijiyega, Khuda Hafiz aur khuda se yahi chahunga ki aap yun hi hamesha sitare ki tarah falak main chamkate rahe, aur desh ke dusre writer jo hard work kar rahe hai aur jinhone shayari ko ibadat ki tarah liya hai zindgi main unhe safalta mile.your well wisher VIRENDRA SINGH (Lyricist)